Thursday, July 19, 2012

Anand' mara nehi .....................'Anand' marte nehi!

Very much shattered hearing news of the sad demise of Kaka. Wherever you stay now on ..........................just stay in peace "Babu Moshai”. You will remain evergreen to my heart.




“Zindagi aur maut upar wale ke hath hain jahapana, jise na aap badal sakte hai na mein.”

“Hum sab to rangmanch ki katputlia hain, jiski door upar wale ke haath bandhi hain.... KAB KAUN KAISE UTHEGA YE KOI NAHI JANTA........... Ha ha ha ha”

"Zindagi badi honi chahiye, lambi nahin"

"Ek mara nahin, aur doosra marne ke liye paida ho gaya "

"Maanta hoon ki zindagi ki taakat maut se zyaada badi hai. Lekin yeh zindagi kya maut se badtar nahin?

College se degree lete hue zindagi ko bachane ki kasam khayi thi. Aur aisa lag raha hai jaise kadam-kadam par maut ko zinda rakhne ki koshish kar raha hoon"

"Aap achanak naaraaz kyo ho gaye? Oh! Samjha. Aap mujh pe nahin, apne aap pe naaraaz hain. Kyonki mera ilaaj nahin ho sakta na - isliye."

"Maut ke dar se agar zinda rahna chod diye, to maut kise kahte hain?"

"Bhagwan se tumhara sukh nahin, shanthi chaahti hoon"

"Hairaan hoon ki - wo maut pe has raha tha, ya zindagi pe?


No comments: